Agr koi bhatkaye..

Agar koi bhadkaye to bhadak mat jana..
Koi Uljhan paas aaye to suljhane ki koshish karna..
Baat wafa ki hogi to..
Khamoshi se qabool karna...
Agar nahaq lage to.. Sabr zaroor karna..
Tais aur zid me aakar koi faisla na karna..
Jisko buland rakhna hawaon ko hukm diya gaya... 
Wo chhoti aandhion se na ghabrana.. 
Kyun ke hawaon se hi andhiyan janam leti hai..

Comments